Shri Lalita Sahasranam Stotram (Namavalih Sahitam) | Gita Press Gorakhpur | 1000 Sacred Names Of Maa Lalita Devi | Hindi Spiritual Book(Paperback, Sanskrit, Generic A.M) | Zipri.in
Shri Lalita Sahasranam Stotram (Namavalih Sahitam) | Gita Press Gorakhpur | 1000 Sacred Names Of Maa Lalita Devi | Hindi Spiritual Book(Paperback, Sanskrit, Generic A.M)

Shri Lalita Sahasranam Stotram (Namavalih Sahitam) | Gita Press Gorakhpur | 1000 Sacred Names Of Maa Lalita Devi | Hindi Spiritual Book(Paperback, Sanskrit, Generic A.M)

Quick Overview

Rs.286 on FlipkartBuy
Product Price Comparison
Shri Lalita Sahasranam Stotram ek divya stotra hai jisme Maa Lalita Tripura Sundari ke 1000 pavitra naam (Sahasranam) ka varnan hai. Yeh pustak Gita Press, Gorakhpur dwara prakashit hai aur isme Namavalih Sahitam roop mein har naam sunder tarike se likha gaya hai, jisse pathak asaani se ucharan aur path kar sakein.Is stotra ka paath Maa Lalita Devi ki kripa, shanti, samriddhi aur adhyatmik unnati pradan karta hai. Yeh Devi Upasana aur Shakti Sadhana ka ek mahatvapurna granth hai, jiska varnan Brahmanda Purana mein milta hai.Yeh pustak Telugu, Kannada aur Tamil bhashaon mein bhi uplabdh hai, aur Hindi pathakon ke liye sundar aksharon mein prastut ki gayi hai. Daily puja, Navratri path aur Devi bhakti ke liye yeh granth atyant upyogi hai.